Saturday, July 2, 2011

Cute Sweet Children




Kitaabe Bahut Si Padhi Hongi Tum Ne
Magar Koi Chahra Bhi Tum Ne Padha Hai


Hum Jo Gire, Thaamna Tum
Tum Jo Gire, Thaamenge Hum


Aye Dost Mere, Maine Duniya Dekhi Hai
Achhi Tarah Apni Nazar Se Dekhi Hai
Yahaa Achha-Bura Kaun Hai, Pahchaanna Mushkil


Tirchhi Topi Wale, O Babu Bhole-Bhaale
Tu Yaad Aane Lagaa Hai, Dil Mera Gaane Lagaa Hai


Na Munh Chhupa Ke Jiyo, Aur Na Sar Jhuka Ke Jiyo
Ghamo Ka Daur Bhi Aaye, To Muskura Ke Jiyo

Phool Tumhein Bheja Hai Khat Mein
Phool Nahi Mera Dil Hai
Priytam Mere, Mujh Ko Likhna
Kya Ye Tumhare Kaabil Hai


Hontho Mein Aisi Baat Main Dabaa Ke Chali Aayi
Khul Jaaye Wahi Baat To Duhaayi Hai Duhaayi


Teri Palko Ke Tale, Ye Jo Deepak Hain Jale
Yu Hi Jalte Rahe Ye Sadaa, Hai Humaari Yahi Duya


Nahi-Nahi Ye Zindagi, To Mahnato Ka Naam Hai
Waqt Hai Bahut Hi Kam, Aur Badaa Kaam Hai


Ban-Sanwar Ke Nikle, Aaye Saawan Ka Jab-Jab Maheena
Har Koi Ye Samjhe, Hogi Wo Koi Chanchal Haseena


Bachhpan Ke Din Bhula Na Dena
Aaj Hunse, Kal Rula Na Dena


Vaada Karo Nahi Chhodoge Tum Mera Saath
Jahaa'n Tum Ho, Wahaa'n Main Bhi Hu


Umar Mein Kachche, Ye Chhote Bachche
Hain Bhole-Bhaale, Hain Seedhe-Sachche
Thaanenge Jo Bhi, Kar Ke Rahenge
Ye Apni Dhun Ke, Hain Poore Pakke
Koi Na Samjhe Inko Anaadi


Tujh Se Mahmaan Ka, Mujh Pe Ahsaan Kya
Laakho Hi Zulfo Wale, Aate Hain Ghera Dale
Meri Kya Baat Hai


Tere Jaisa Yaar Kahaa, Kahaa Aisa Yaarana
Yaad Karegi Duniya, Tera-Mera Yaarana


Kaanch Ki Ye Gudiya, Aafat Ki Ye Pudiya
Kisi Shaitaan Ki Naani Lagti Hai
Ye Ladki Zaraa Si, Deewani Lagti Hai
Mujhe To Ye Gudiya, Japani Lagti Hai


Bane Chaahe Dushman, Zamaana Humaara
Salaamat Rahe, Dostaana Humaara


Shaam Teri Bansi, Pukaare Radha-Naam
Log Kare Meera Ko, Yu Hi Badnaam
Saanwre Ki Bansi Ko, Bajne Se Kaam
Radha Ka Bhi Shaam, Wo To Meera Ka Bhi Shaam


Daali Pe Baithi, Chhoti Si Chidiya
Kaandhe Pe Mere, Nanhi Si Gudiya
Chidiya Se Bhi Sundar, Meri Gudiya


Thande-Thande Paani Se, Nahaana Chaahiye
Gaana Aaye Ya Na Aaye, Gaana Chaahiye


Aate-Jaate Huye Main, Sab Par Nazar Rakhta Hu
Naam Abdul Hai Mera, Sab Ki Khabar Rakhta Hu


Mere Haatho Mein Tera Chahra Tha
Jaise Koi Gulaab Hota Hai


Jahaa Teri Ye Nazar Hai
Meri Jaan Mujhe Khabar Hai

Thaam Ke Dil Ko Baitho Yaaro, Meri Baari Aayi
Paanyo Mein Baandhe Paayal Gori, Meri Khaatir Aayi


Mera Number Kab Aayega

Tera To Jab Aayega, So Aayega
Apna To Aa Gayaa


Mere Baare Mein, Kya Khayaal Hai

Saamne Ye Kaun Aaya, Dil Mein Huyi Halchal
Dekh Ke Bas Ek Hi Jhalak, Ho Gaye Hum Paagal


Na Ye Baadal, Na Ye Taare
Ye Kaagaz Ke, Phool Hain Saare
In Phoolo Ke, Bagh Na Lagaana
Pardesiyo Se Na, Ankhiya Milaana

Abhi Na Jaayo Chhod Kar
Ke Dil Abhi Bharaa Nahi


Tu Yaaro Ka Yaar Hai, Kitna Vafaadaar Hai
Tu Pagla, Na Badla, Saari Duniya Gayi Badal


Akele Hain, Chale Aayo, Jahaa Ho
Kahaan Aawaz De Tum Ko, Kahaa Ho

Aaj Kal Tere Mere Pyaar Ke Charche
Har Zubaan Par
Sab Ko Maloom Hai Aur Sab Ko
Khabar Ho Gayi

Aawaaz De Ke, Humein Tum Bulaayo
Muhobbat Mein Itna, Na Hum Ko Sataayo


Phoolo Ki Tarah Dil Mein, Basaaye Huye Rakhna
Yaado Ke Chiraagho Ko, Jalaaye Huye Rakhna
Lamba Hai Safar Ismein, Kahi Raat To Hogi
Beete Huye Lamho Ki Kasak, Saath To Hogi
Khawaabo Mein Hi Ho Chaahe, Mulaakaat To Hogi


Ye Duniya Wale Poochhenge
Mulaakaat Huyi, Kya Baat Huyi
Ye Baat Kisi Se Na Kahna